“Punjab Police Physical 2024” #NewPosts(दौड़) Notice Date |

By | November 11, 2023

पंजाब Police Physical 2024 की जानकारी – Punjab Police Physical 2024 – पंजाब Police Constable Physical 2024 – Punjab Police SI Physical 2024 – Punjab Police Physical Standard 2024

Contents

Punjab Police Physical 2024

Punjab police me lagne ke liye sabhi try kar rahe hai. Yadi aap bhi Punjab state me job karna chahte hai. To aap ko esh bharti se judi sari baate pta honi chahiye. Punjab police recruitment board har saal dher sari police ki bharti publish karta hai. Yadi aap me wo dam hai jisse aap ye job paa sakte hai.

To hmari team dawara yahan par Punjab police physical 2024 se judi sari baate mention kar di gai hai. Hmari team ki members niche regular new links upload karti rahti hai. Aap chahe to ense extra information bhi collect kar sakte hai. (( हर हर महादेव ))

Punjab Police Constable Physical 2024

Punjab Police Constable PhysicalAap jab bhi form apply kare to usse pahle sari qualifications or physical measurement ko dhyan se padh le. Kafi students en baato par dhyan nahi dete , or suru ki stage me hi bahar ho jate hai. Yadi aap ki race kam hui to aap bahar jaa sakte hai.

Yadi aapki height jara bhi kam hui to bhi aap bahar nikale jaa sakte hai , or agar aap ki chest kam pai gai to aapko ye job nahi mil sakti. Esiliye koi bhi karye suru karne se pahle uska pura gyan le lena jaruri hai. Hum bus aap ko simple way me sab btane ki kosis karte rahte hai. Taki wo applicants jinhe kuch dikkate aati hai.

Police ki posto ke bare me pta lagane me unhe sari inforamaton easily milti rahe. Aap police me do khas jobs par try kar sakte hai. Jin candidates ko constable ki post ke liye apply karna hai. Unhe aapni job se related Punjab police constable physical 2024 ka pura gyan le lena chahiye. Hum ne niche constable ke physical test ke bare me details mention kar di hai.

Aap bade dhyan se apni sari information check kar le. Esh post ke liye aapko jada qualification ki jarurat nahi padti hai. Aap kam padhe likhe ho to bhi aap eske liye online form apply kar sakte hai. Lekin eshe pane ke liye aapko puri mahnet karni padti hai. Hume vishwas hai ke aap esh post ko pane me kamyab rahenge.

Latest Update : 

Punjab Police Physical से जुडी सभी जानकारी आप यहाँ पढ़ सकते है । हमारी टीम आपको रेगुलर अपडेट रखती है । आप चाहे तो वीडियो से भी जानकारी ले सकते है ।

Also Read : Punjab Police Bharti

Punjab Police Physical 2024 Notification Details

Punjab Police Physical StandardPunjab Police Bharti Recruitment Vacancy Admit Card Exam Date Answer Key Physical Details Cut off Marks Syllabus Result Punjab Police Constable Bharti Recruitment Vacancy Admit Card Exam Date Answer Key Physical Details Cut off Marks Syllabus Result Punjab Police PET PST

                        Punjab Police 2024 Physical Details

                             पंजाब पुलिस शारीरिक विवरण

Organized by Punjab Police Bharti Department
Category Punjab Police Physical 2024
Exam Mode Offline
Name of Posts Constable & Sub inspector (SI)
Total Posts Updating Soon
Apply Mode Online
Official Website www.punjabpolice.gov.in

                      Punjab Police Vacancy 2024 Details

Punjab Police Bharti 2024 Male Constable Updating Soon
Punjab Police Bharti 2024 Female Constable Updating Soon
Punjab Police Bharti 2024 Male SI Updating Soon
Punjab Police Bharti 2024 Female SI Updating Soon

            Punjab Police Recruitment 2024 Important Dates

Punjab Police Notification 2024 Release Date Updating Soon
Punjab Police Apply Online Dates Updating Soon
Punjab Police Last Date to Pay Fees Updating Soon
Punjab Police Physical Admit Card Available Soon
Punjab Police Physical Date Available Soon
Punjab Police Admit Card 2024 Release Date  10-15 Days Before Exam Date 
Punjab Police 2024 Exam Date Updating Soon
Punjab Police Result Updating Soon

                           Punjab Police Eligibility criteria

Punjab Police Constable Qualification
  • Pass 12th Class or its equivalent from a well Recognized Board.
Punjab Police Constable Age Limit
  • Minimum : 18 Years
  • Maximum : 25 Years

Punjab Police Selection Process

Phase 1 Submit Application Form Online(ਨਲਿਨ ਫਾਰਮ ਭਰੇ)  
Phase 2 Written Test(ਵ੍ਰਿਤਤੇਨ ਟੈਸਟ)
Phase 3 Physical Test(ਸਰੀਰਿਕ ਪ੍ਰਿਕਸ਼ਾਂ) 
Phase 4 Medical Test(ਚਕਿਤਸ਼ਕ ਜਾਂਚ) 
Phase 5 Scrutiny of Documents(ਦਸ੍ਤਾਵੇਜ਼ੋ ਕਿ ਜਾਂਚ)(DV)

Punjab Police Physical 2024 Details

Abhi tak Punjab police bharti board ki taraf se new vacancy ko lekar koi bhi notice nahi aaya hai. Itni slow process ki wajah se hi hmari team ke members ne servey kiya hai. Unka kahna hai ke aane wale dino me yadi board bharti ki announcement kar bhi de tab bhi esh saal me physical test hone ki ummede 10 % se bhi kam rah gai hai. Baki yadi ush se pahle koi bhi news aai to aap yahan par check kar sakte hai. Esiliye hmari team bhi aapko esi jagah par Punjab police physical 2024 Details se judi kuch khas details yahan upload kar degi.

Punjab Police Physical 

Yadi aap Punjab police me lagna chahte hai. To aapko physical ko jan lena chahiye. Humne neeche aapko physical ki sari information likh di hain. Aap apni practice jari rakhe. Jaise hi koi bhi fer badal huwa to hum aapko yahan par turant update kar denge. Aap bus regular hmari website par visit karte rahe.

Aap chahe to eshe bookmark bhi kar sakte hain. Hum daily upadates dalte rahte hain. Aapko yadi Punjab police me lagna hai to nirdharit kiye gaye samaye se pahle apni race or baki process clear karni hogi. Taki aap badi hi asani se Punjab Police Physical pass kar sake.

Punjab Police Physical Standard Test Details 

Board ke members sari details official website par dalte rahte hai. Jin applicants ko wahan kuch samajh nahi aata hum yahan update karte rahte hai. Ye sari information sirf aap ko police job ke baare me sabhi baate btane ke liye di jaa rahi hai. Yahan par hum aap ko Punjab police physical standard test details likh rahe hai. Taki aap ko physical ki sari barikiyo ka pata chal sake.

Punjab Police Physical Test Details 

Punjab main jald hi dher sari constable or sub inspector ki poste nikali jayegi. Hum aapko yahan par physical se judi latest news update karte rahenge. Physical clear karna badi himmat ka kam hain. Eshe pura karne ke liye aapke pass acha stamina hona jaruri hain. Eske sath hi aapke pass ek achi fitness bhi honi jaruri hain.

Aap neeche abhi tak liye gaye physical test ki details padh sakte hain. Ho sakta hain aane wale dino main jo notification  release ho usme kuch changes aaye. Lekin jo bhi change aayega main aapko yahan par turant update kardungi(Punjab Police Physical Test Details). Aap regular khas news padhne ke liye meri website ko bookmark karna na bhule.

Punjab Police SI Physical Standard 

Punjab police me ek or job sub inspector ki hai. Ese pane ke liye aapko or bhi mahnet karni padegi. Esme aap ko qualification bhi jada chahiye. Jitni mahnet qualification bnane me karni padti hai. Ush se kahi jada mahnet esh job ko pane ke liye karni padegi. Hum n aap ko niche esh job se related sari details likh di hai. Hmari team bhi aap ko Punjab police si physical standard ki jankari regular update karti rahegi.

Punjab Police Constable Physical Test Details 

Aap ne yadi constable post ko Punjab me target bnaya hai. To aap ko uski achi taining leni chahiye. Kyunki police job ko pane ke do main point hai. Ek to written test , or dusra physical test. Yadi aap ye dono cheje ache se puri kar dete hai.

To aap Punjab police me job ke kafi kareeb phouch jate hai. Aap ko bus regular work out or reading karni hai. Jitni ho ske utni mahnet kare. Niche hum ne aapke sare sawal jo Punjab police constable physical test details se jude hai mention kar diye hai. Aapka koi question ho to jarur puche.

Punjab Police Chest Requirement 

Yadi aap male candiadate hai to aap ko ye stage pass karni padegi. Sirf male candidate ko hi esh stage se gujarna padta hai. Female candidate esh step se nahi gujarna padta. To aap apni chest ko niche diye gaye aakdo ke anusar pura rakhe. Yadi koi parshan ho Punjab police chest requirement ko lekar to hum se puch le.

Male

  • Height -168 cm
  • Chest – not less than 86.3 cm
  • Expended – 5 cm

Female

  • Height – 157 cm
  • Weight – 47 kg

Punjab Police Race Time 

Male or female dono applicants ko esh stage se gujarna padta hai. Physical ke point of view se ye stage kafi important hai. Esh stage ki sari details aap niche di gai table me check kar sakte hai. Aap ke race ki timing bilkul correct ho taki aap jada se jada marks collect kar sake. To aap physical ko pass karne ke liye Punjab police race time ko hard workout kar ke perfect bnale. Taki same day aap ko sbse jada marks mil sake.

Race

Category Distance Qualifying Time
Male 1600 meter 6 min. 30sec.
Female 800 meter 4 min.
Ex-serviceman 1400 meter<35 years 9 min.
Ex-serviceman 1400 meter>35 years 12 min.

Long jump

  • 3.30meter for male
  • 3 meter for female

High jump

  • 1.10 meter for male
  • 0.95 meter for female

Punjab Police Age Limit 2024 

Aap ne Punjab state me job karni hai. To niche di gai age ke mutabik aap apply kare. Male or female dono candidates ko age limit check kar ke hi apply karna chahiye. Age ek jaruri factor hai. Or aap ko sahi age ke sath apni qualification puri kar leni chahiye. Taki aap jada se jada police bharti dekh sake. Hmari team aapko yahan par Punjab police age limit 2024 se judi sari baate update karti rahegi.

  • 18 to 28 years          

How to Apply for Punjab Police Vacancy 2024

  • Updating Soon

Punjab Police Physical 2024 Details @punjabpolice.gov.in 

Aap ke bahter kal ke liye hum ne physical test se judi sari information dal di hai. Ab aap ko sirf mahnet kar ke test ko pass karna hai. Jo candidate eke k karke stages pass karta jayega. Wo applicant last tak Punjab police me joining paa jayega.

Sabse jaruri baat ye hai ke aap ek target le kar aage badhe or apne lakshey ko prapt kar le. Aap ke mind me koi bhi question ho to hum se comment kar ke puch le. Hmari team aap ko Punjab police physical 2024 Details se jude har sawal ka jawab turant likhegi. Ram-Ram.

पंजाब Police Physical 2024 की जानकारी – Punjab Police Physical 2024 – पंजाब Police Constable Physical 2024 – Punjab Police SI Physical 2024 – Punjab Police Physical Standard 2024

One thought on ““Punjab Police Physical 2024” #NewPosts(दौड़) Notice Date |

  1. Sunny nhardwaj

    Bharti kon c date ko Ani hai 3 Sall ho gay a to rahi nahi

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *