
Haryana Police Physical 2023 #NewPosts : January 2023 ||
हरियाणा पुलिस Physical 2023 की जानकारी – Haryana Police Constable Physical Test 2023 – हरियाणा Police SI 2023 PST – Haryana Police PST PMT 2023 Download – What is the minimum height for Haryana Police 2023
Contents
Haryana Police Physical Standard
Lakho candidates ne abki bar Haryana police (हरियाणा पुलिस फिजिकल 2023) me apply kiya huwa hai. Sabhi ko apne selection ko lekar puri chinta bani hui hai. Unme se ek chinta Haryana Police Physical Standard ko le kar builagi rahti hai. Sab chahte hai ke ek post par unka selection ho jaye.
Isiliye wo koi kasar nahi jhodna chahte hai apni tyari ko lekar. Un sab yuva candidates ki demands ko dekhte huwe unki jarurat ki har cheej hum apne article me likhte hai. Hmari team ki members niche regular new links upload karti rahti hai. Aap chahe to ense extra information collect kar sakte hai. (( हर हर महादेव ))
Hmari team apki har samsya ka hal chahti hai. Ab sab yuva candidates apne Haryana Police Physical 2023 Details ko janna chahte hai. Unki ish chinta ka hal hmari team ne dhund liya hai. Hmne niche unki har samasya ke bare me bilkul easy language me likh diya hai. Aap akhir tak ise padhe or Haryana Police Physical Standard 2023 ke bare me sab jan le.
Haryana Police Physical Standard 2023
Jaisa ki abki bar fir lakho candidate ne apni applications submit kar di hai. Ab sabhi applicants Haryana Police Physical Standard ki process janna chahte hai. Aapko btade ke abki bar Haryana Sarkar ne selection process bhi change kar diya hai. Pahle physical test har koi deta tha.
Lekin abki bar jo candidates written test clear karenge unhi ko Haryana Police Physical Standard 2023 me bulaya jayga. To aap apni ache se tyari kare or haryana police me lagne ke sapne ko pura kare. Humne niche sare changes ki puri detail likh di hai.
Latest Update :
HSSC Male Constable PST Result 2021(Declare)
Haryana Police New Notification 2023 Details
Also Read : Haryana Police Cut off
News :
Male Constable ke admit card jarii kr diye gaye hai. Ab aage ki prkirya jari hai. 17 Dec se physical suru hai. Apne result ki jankari ke liye sath jude rahe.
Haryana Police Physical 2023
Hmari team ne aap ke liye Haryana police physical 2023 ki puri details niche likh di hai. Filhal board ke sadasye jald hi aage ki process suru kar denge. Tab tak aap sari physical information ke hisab se tyari puri kar le. Hal hi aap ki icha puri ho chuki hai. Ab aapna physical standard or sari instruction pad kar apna form submit kare.
Or apne physical test ki tyari jari rakhe. Tyari kaise karni hai. Eski sari detail hum ne aapko niche de di hai. Ab jarurat hai to mahnet karne ki. Competition tough rahne wala hai. To aap pura dum laga kar physical tyar kar le.
Haryana Police 2023 Bharti Exam Details |
|
Board Name | Haryana Staff Selection Commission Board (HSSC) |
Exam Name | Haryana Police Exam 2023 |
Exam Mode | Offline |
Name of Posts | Constable & Sub inspector (SI) |
Total Posts | Posts |
Apply Mode | Online |
Official Website | www.hssc.gov.in |
Haryana Police Vacancy 2023 Details |
|
Haryana Police Bharti 2023 Male Constable | Updating Soon |
Haryana Police Bharti 2023 Female Constable | |
Haryana Police Bharti 2023 IRB Male Constable | |
Haryana Police Bharti 2023 Male SI | |
Haryana Police Bharti 2023 Female SI | |
Haryana Police Recruitment 2023 Important Dates |
|
Haryana Police Notification 2023 Release Date | |
Haryana Police Apply Online Dates | |
Haryana Police Last Date to Pay Fees | |
Haryana Police Admit Card 2023 Release Date | |
Haryana Police 2023 Exam Date | |
Haryana Police Result | |
Haryana Police Constable Eligibility Criteria |
|
Haryana Police Constable Educational Qualification |
|
Haryana Police Constable Age Limit |
|
Haryana Police Sub Inspector Eligibility Criteria |
|
Haryana Police SI Educational Qualification | Graduation in Any Stream From a Recognized Board |
Haryana Police SI Age Limit |
|
Haryana Police Selection Process 2023 |
|
Phase 1 | Written Test (लिखित परीक्षा) |
Phase 2 | Physical Screening Test (PST) |
Phase 3 | Physical Measurement Test (PMT) |
Phase 4 | Document Verification & Medical Test |
Haryana Police Exam Pattern |
|
Haryana Police Knowledge Test |
|
Haryana Police Height Marks
Jab tak hume purni baate clear nahi hogi tab tak hum uneh search hi karte rahte hai. Ab aap Haryana police height marks iske bare me bhi janna chahte hai. To hum apko iska uttar likh dete hai. Haryana police me bharti hone ke liye aapko physical test se gujarana jaruri hai.
Ese clear karna bhi jaruri hai. Parantu aapko iske koi marks nahi milenge. To aapki height puri honi jaruri hai. Ab aapko height ke marks nahi milenge. Ab pardesh Sarkar ne kuch nai cheje aad ki hai. Jinke base par aage ke marks diye jayenge. Tab tak aap practice jari rakhe.
Haryana Police Exam Date Notice यहाँ पढ़े
Haryana Police Physical Screening Test
Jo candidates apna knowledge test pass karega wahi candidate esh test me samil ho skta hai. Hum ne niche aap ko esh test se judi sari details dal di hai. Aap ko bus apni tyari rakhni hai. Ye test sirf aap ki physical fitness ko check karne ke liye liya jata hai. Jo candidate eshe pass nahi karega wo esh bharti se bahar ho jayega. Esiliye aap niche pic me Haryana Police Physical Screening Test se judi sari baate detail me padh sakte hai(Haryana Police PST 2023).
Haryana Police Physical Measurement
Haryana police bharti process ko pura karne ke liye. Kafi matra me students Haryana police physical measurement ke bare me sari news janna chahte hai. Humne aapko niche physical measurement se judi sari jankari likh di hai. Ab aapko sirf regular practice par dhyan dena hai. Iske liye aap mahnet ke sath-sath ek acha sa diet plan bhi bnale. Taki jada work out karne ke baad apke sarir me kisi bhi parkar ki thakaan na ho. Iske liye aap dher sare health products ka bhi use kar sakte hai.
Haryana Police SI Physical Standard 2023
Hmari team ke yuwa sadasyo ne aap ke liye yahan par si physical standard ki sari detail likh di hai. Aap apni sari yogyta dhyan se padh le uske baad hi apply kare. Niche diye gaye maap dand ke mutabik jo physical test clear karega. Wahi next process ke liye bulaya jayega.
Fir bhi aap ke mind me Haryana police si physical standard 2023 ko le kar koi bhi question ho to jarur puche. Aapko turant reply milega. Abki bar competition jada tough rahega. Kyunki kafi lambe time se koi bhi police bharti puri nahi hui hai. To apni puri tyari ke sath ground me utre , or physical test ko pass kare.
Haryana Police SI Physical Standard
Hmari yuwa team ne Haryana police si physical standard se related sari jaruri baate niche likh di hai. Ab sbse jaruri hai aap ka work out. Bus ek mahnet hi hai jo aap ka physical test clear karwa sakti hai. Lekin aap written test pass karne ke baad hi physical test de sakte hai. To abhi aap syllabus se judi sari khabre hmari website par padhte rahe.
Or sath hi regular morning /evening work out karte rahe. Race ke liye sbse jaruri hai suru se tyari jari rakhna. Fir bhi aap ka koi question hai to hum se puch sakte hai. Aap yadi physical test ko clear karne ke liye achi energy develop karna chahte hai. To kuch health products ka bhi use kar sakte hai. Lekin wo sab natural hone jaruri hai.
Haryana Police Sub Inspector Physical Standard
Hum jante hai ke aap apni application se judi sari information janna chahte hai. Filhal aapne si ki post ke liye application submit ki hai. Esh post me Haryana police sub inspector physical standard bhi ek khas stage hai. Eske bare me sari details hum ne niche likh di hai. Aap ko bus apne training par pura dhyan dena hai. Uske liye aap chahe to ek time table bhi fix kar sakte hai. Lekin apna waqt aisa fix karle ke aapki training ke bich me koi bhi samasya na aaye. Puri mahnet or lagan ke sath apna workout pura kare.
Haryana Police SI Physical
फिजिकल टेस्ट एक जरुरी प्रक्रिया है । Haryana police si physical की सारी जरुरी बातें हमारी टीम की मेंबर्स ने नीचे लिख दी है । आप यदि कुछ भी पूछना चाहे तो हम से पूछ सकते है । इसके लिए आप हमारे कमेंट बॉक्स का इस्तमाल करे । सब इंस्पेक्टर की पोस्ट का फिजिकल टेस्ट पास करने के लिए आपको पूरी मेहनत करनी पड़ेगी ।
आप काम से काम डेली 40-50 मिनट तक रेस की प्रैक्टिस करे । रेस के वक़्त पानी ना पिए । यदि ज्यादा प्यास लगे तो एक घुट से ज्यादा ना पिए । हो सके तो आप रेस सुरु करने से 15 मिनट पहले पानी पिले । और रेस ख़तम करने के 15 मिनट बाद पानी पिले । स्टैमिना बढ़ाये और जो वक़्त दिया गया है । उससे पहले अपनी रेस कम्पलीट करे ।
Haryana Police SI Height
Yadi aap ne sub inspector ki post ke liye form apply kiya hai. To aapko niche hmari team Haryana police si height ki sari jankari likh di hai. Aap apni height ko ghar par ache se janch le. Physical test clear karte waqt appki height puri honi chahiye.
Category(SI) | Height |
Male-General | 170 cms |
Male-Reserved | 168 cms |
Female-General | 158 cms |
Female-Reserved | 156 cms |
Haryana Police SI Physical Test Detail
Jab aap sub inspector lagne ke bare me vichar karte hai. To sbse pahle written exam or physical standard ka hi dhyan aayega. Aapke esi question ka answer hum ne niche likh diya hai. hmari team ne aap ko Haryana police si physical test detail se judi sari news likh di hai. Aap bus morning or evening walk ke sath apni race ki tyari karte rahe. Healthy or active rahne ke liye kuch natural food suppliments ka use bhi kar sakte hai. Baki sari details aap last tak es page par padh le. Aap kuch puchna chahte hai to hum se puchle.
- Age-21-27 years (1-4-2018 tak)
- Chest for general candidate-83(Unexpended)-87(Expended)
- Chest for reserved candidate-81(Unexpended)-85(Expended)
Haryana Police Female Physical Standard
Sbse pahle hum apko physical standard me ek parshan ka uttar yahi de denge. Dher sare students puchte rahte hai ke Haryana Police me Height kitni chahiye? To hum apko niche Haryana police female physical standard ki bhi sari details de rahe hai.
Category | Height | Chest |
Male(General) | 170 cm | 83(expan-87) cm |
Male(Reserved) | 168 cm | 81(expan-85) cm |
Female(General) | 158 cm | x |
Female(Reserved) | 156 cm | x |
Haryana Police Physical Video
Humne aapke liye physical ke liye sari information niche ache se likh di hai. Fir bhi aap Haryana police physical video dekhna chahte hai. To aapko official website se bhi dher sari videos mil jayegi. Uske liye aapko simply Haryana police ki official website par jana hoga.
Jahan par search box me aapko physical video likh kar search karna hoga. Aisa karne se aapke samne dher sari video clips khul jayengi. Yahan aap aaram se aapna clip download karle. To aap original video download kare. Baki aapka koi bhi question ho to humse comment box me puche.
Haryana Police Physical Date
Haryana police physical date के आते ही हम यही पर अपडेट कर देंगे । अबकी बार लाखो की तादात में स्टूडेंट्स ने अप्लाई किया हुवा है । सभी चाहते है के जल्द से जल्द उनेह आगे की प्रोसेस में जाने के अवसर मिले । अभी तक हरियाणा पुलिस बोर्ड ने कोई भी नोटिस पब्लिश नहीं किया है । इस बार फिजिकल टेस्ट के नंबर नहीं दिए जायेंगे । क्यूंकि सारा दारोमदार अबके रिटेन टेस्ट पर कर दिया गया है ।
जहाँ तक है आपको फिजिकल क्लियर करना जरुरी है । यदि अपने ऐसा नहीं किया तो आप हरियाणा पुलिस में नहीं लग सकते । तो बेसक नंबर ना फिर भी फिजिकल टेस्ट तो पास करना ही पड़ेगा । तो आप अच्छे से तयारी करते रहे । दौड़ पड़ने के लिए रेगुलर वर्क आउट करते जाये । रेस के लिए आप खुली जगह का इस्तमाल करे । जहाँ ट्रैफिक हो वहां प्रैक्टिस ना करे कई स्टूडेंट्स सड़क पर जोखिम उठाते है । ऐसे करने से आपको नुकसान भी हो सकता है । तो आप अच्छी जगह पर प्रैक्टिस करते रहे ।
Haryana Police Constable Physical Standard 2023
Yadi aap ne constable post ke liye apply kiya hai. To aap ko constable physical standardki puri jankari le leni chahiye. Aap ki esh sawal ka jawab hmari team ne niche ache se mention kar diya hai. Physical test clear karne ke liye aap ko en sabhi doro se gujarna padega. Yadi aap Haryana police constable physical standard 2023 ke en sabhi levels ko pura kar denge.
Tabhi aap ko board ke members next stage me bulaynge. Warna aapko apna sapna next bharti me pura karna padega. Lekin hum chahte hai ke aapka ye sapna pahli bar me hi pura ho jaye. Eske liye aap constable physical test ki tyari ache se kar le. Koi dikkat ho to hum se puch le.
Haryana Police Constable Physical Standard
Sabhi applicants ne apne form bhar diye hai. Jis candidate ne apna written exam clear kiya hai wahi applicant Haryana police constable physical standard ke liye bulaya jayega. Apko btade ke abki bar aapko bhot mahnet karni padegi.
Physical test ke number to nahi milenge lekin next stage ke liye apko physical test clear karna jaruri hai. Agar apko koi bhi baat smajh na aaye to aap board ki official website par bhi dekh sakte hai. Wahan par aap koconstable physical standard ki sari details padhni padegi.
Haryana Police Height Chest
Sbse pahle to apko Haryana police ki sari selection process samajh leni chahiye. Kyunki hme sbse pahle to ye pta hona jaruri hai ke wo konse steps hai jineh clear karna sbse jaruri hai.
Abki bar Haryana Sarkar ne interview level kam kar diya hai. To apko ek level kam karna hoga. Isiliye aab paper or competition dono tough ho gaye hai. Upar humne Haryana police height chest ki sari details likh di hai. Aap last tak padhte rahe.
Haryana police selection procedure me abki bar Written test, Physical Measurement Test, Physical Screening Test or Scrutiny of Documents jaise steps se gujarna padega. Apke liye humne sabhi steps par ek ache tarike se likha hai. Aapko pasand aye to like jarur kare.
- Written Test
- Physical Test
- Document Verification
- Medical
- Merit list
Haryana Police New Physical Standard
Yadi aap apna written test clear kar dete hai to hi apko dusri stage Haryana police new physical standard me jane ka moka milega. Niche humne wo sari requirements likh di hai jinke sath aap apna physical test clear kar sakenge. Hum apko ek jaruri suchna or dede ke apko physical test clear karna jaruri hai. Aapko isme koi marks nahi milenge. To apko ye stage aage ki stage tak jane ke liye pass karni padegi.
Haryana Police Race Result
Kai candidates Haryana police race result ke bare me bhi janna chahte hai. Jise hum physical screening test bhi boldete hai. humne niche Haryana police new race result se judi sari baate batadi hai. To aap har roj subah uth kar apni practice jari rakhe.
Category | Distance(km.) | Qualifying Time(min.) |
Male | 2.5 km | 12 min. |
Female | 1 km | 6 min. |
Ex-servicemen | 1 km | 5 min. |
How to Check Haryana Police Physical Standard
- Sbse pahle board ki official website par jaye.
- Ab wahan public notice ke button ko dabaye.
- Yahan par aapko Haryana Police Physical Standard 2023 ka pdf milega.
- Ab yadi aap ko jarurat hai to Haryana Police Constable Physical Standard ko save karle.
- Ab aaram se ghar baith kar Haryana Police SI Physical Standard dhyan se padh le(Haryana Police Physical 2023).
Fill Online Form of Haryana Police Constable/SI Bharti 2023 (link Activated)
Haryana Police Physical 2023 Details Download @hssc.gov.in
Aapka hmari website par aane ke dhanyewad. Humne apko ish article me Haryana Police Physical Standard me btadi hai. Fir bhi agar koi bhi nai news (हरियाणा पुलिस फिजिकल 2023) aati hai to hum apko yahi par upload kar denge. Upar humne Haryana Police Physical 2023 Details se judi sari information apki daily use language me likh di hai.
Agar apko koi baat smajhni ho to aap humse comment karke bhi puch sakte hai. Aapki har baat ka jawab hmari team jarur dhundegi. Esh test ko pass karna hai to Haryana Police Physical Standard 2023 ke liye aap apni personal practice jari rakhe. Or nai updates ke liye aap hmari website policevacancy.com ko regularly check jarur karte rahe. Ram-Ram.
Also Read : Haryana Police Cut Off
हरियाणा पुलिस Physical 2023 की जानकारी – Haryana Police Constable Physical Test 2023 – हरियाणा Police Constable 2023 PST – Haryana Police PST PMT 2023 Download – What is the minimum height for Haryana Police – Haryana Police Physical 2023
Muje chasme lage hue hai kya m police ke form fill kr skti hu..female ke liye kitna weight hona compulsory hai physical me
Yes , Aap apply Kar sakti hai. Filhal weight ka koi matter ni hai apko weight kam ya Jada Karne ka moka bhi milega. Daily update check karti rahe- ram ram.
Sir mere hight 168cm hai me apply kr sata Ho sir
Sir please reply Karna
Sir mere chest per kala dag hai
OK sir ji Ram Ram ji
yadi reserve category se hai to kar sakte hai. baki details ke liye ish link par jaye
chasma or tattoo wale candidates eligible h kya haryana police k liye
ye dono medical test ka hissa hai. To board ke Sadasya decide karenge. new update ke liye hmare sath jude rahe.
Kya other state ke liye obc ko relax Milta h ya sb general m hi ate h or hsscp ka exam pattern kya h
state ke according hai. pattern ke liye link par jay
Sir isme other state ke apply ker sakte hai kya?
yes aap apply kare
Ok, or sir isme hills certificate chal sakta hai?, uttarakhand se hui mai!
Sir mere right hand mai ek small tattoos h kya mai bhi apply kr skta hu?
apply Kare abhi koi instruction nahi aai hai. ok detail ke liye link par jaye
Jnab mri 5.6 170 cm bnti try kr lu kya
jab puri hai to jarur try kare, akhir job sarkari hai. detail me Janne ke liye link par jaye
I am from other state. I want to apply for the same post. I have obc certificate from other state. What would be height requirement for me??
168 cms for reserved category
Sir hr roj kitne ki running kre ki hm physical clear kr ske aaram se reserve ke liye female ke liye
kam se kam 30 minute regular
Sir I anchal sharama applied hariyana police 18 belon g hp state my teeth broken but I treat it by dental doctor fixed teeth .Sir I know that I am elegilbe for medical
yes
sir meri age 25-07-2000 hai kya me form dal sakta hu please sir batana
18 years honi jaruri hai aap check kar ke apply kare
Hlo Sr written test me kitne marks pr pas hona hota hai
Eske liye aap cut off list dekhe. previous cut off ke liye… yahan check kare..
Sir written test kab he
August ke last tak date aajayegi . Just wait and watch ok
Sir, I am serving in the Indian Army as a Clerk. I want to know about age limit and hight required for constable & SI in Haryana Police.
read all details. Have a nice day.
सर कितने नंबर वाले को फिजीकल के लिये बुलाया जाएगा
Ye cut off pe depend karega. Have a nice day. Expected cut off ke liye link par jaye
Sir si female ki pst or pmt ek hi din hogi ya different days m