UP Police DV 2025 की जानकारी – UP Police Document Verification 2025 – यु पि Police Documents 2025 Verification – UP Police Document Verification Admit Card 2025 – UP Police Document Verification List
Contents
UP Police Document Verification List
Are you preparing for a career with the UP Police in 2025? If so, you’re probably wondering how to navigate the UP Police Document Verification process. It’s a crucial step in your recruitment journey, and understanding it thoroughly will help you avoid delays, confusion, and ensure that your application moves forward smoothly.
UP Police ke liye lakho ki tadat me candidates ne apply kiya huwa hai. Jin bhi applicants ne UP Police ka written test de diya hai. Ab wo sab students UP Police Document Verification 2025 list janna chahte hai. Hum jante hai ke aap ko agar ye job milni hai to apko har stage clear karni hogi.
Isiliye hmari team ne sare kagajo ka pta lagane ke baad ek simple tarike se UP Police Document Verification 2025 ko launch kiya hai. Hmari team ki yuwa members yahan par regularly new link upload karate rah hai. Aap chahe to ense extra information collect kar sakte hai. (( हर हर महादेव ))
Hum aasha karte hai ke apke liye hmara pryass akhir tak safal hota rahega. Local candidates ki demands ko dhyan me rakte huwe humne jitni bhi details pta ki hai wo sab yahan likh di hai. Fir bhi apko UP Police Document Verification 2025 ko lekar koi bhi sawal ho to humse jarur puch le.
UP Police Document Verification 2025
Exam test clear hone ke baad hi aap esh stage tak jaa sakte hai. UP Board ne ye spasht kar diya hai ke jo bhi candidate apna written exam pass karega. Usi student ko UP Police Document Verification ke liye bulaya jayega. Apko iske liye apke phone par bhi sms aa sakta hai.
Ya fir aap board ki official website par ja kar bhi kagajo ki date ke bare me pta laga sakte hai. Aapko apne exam ke pass ka andaja to lag hi jata hai. To aap puri security ke sath sare kagajo ke sath next stage UP Police Document Verification 2025 ke liye centre par paouche.
Latest Update :
News :-
UP Police Notice 2025 Details
More Details(Coming Soon) | |
UP Police Notice 2025 Release Date | Updating Soon |
UP Police Apply Online 2025 Starting Date | Updating Soon |
UP Police Document Verification Date
Esh stage me hissa lene ke liye aapko first stage clear karni padegi. UP Police Document Verification Date ki sari news hum aap ke liye yahi par likhte rahenge. Verification date ke din aapko apne sare documents ek file me serial wise laga kar center par jana hoga. Aap apne sare kagajo ko ache se tyar rakhe. Iski sari detail niche padh le.
UP Police Document Details
Aap sari details ek hi page par chahte hai. Hmari team isi chej par karye kar rahi hai. Ab aap UP police document details janna chahte hai. Humne bade hi pyare simple dhang se sari details niche likh di hai. Aapko bus aapna niche diye gaye tarike se apni file tyar kar leni hai.
Sabhi documents original ke sath ek photo copy karwa ke apne beg me rakhle. Yadi koi document nahi hai. To jab tak apki scrutiny of documents ke liye na bulaya jaye tab tak aap apne sare kagaj ek file me laga kar tyar karle. Aapka bulawa kabhi bhi aa sakta hai.
UP Police SI Document Verification 2025
Sub inspector lagne ke liye aapko kai stages se nikalna padta hai. Unme se UP police si document verification 2025 bhi ek stage hai. Aapko esh step ke liye jitni bhi tyari karni hai. Uski sari details hmari team ne aapko niche likh di hai. Ab aapko sirf sab padhne ke baad ek file tyar kar leni hai.
Uske ander apne sare kagaj ek serial wise laga lene hai. Jaise-jaise aap ne qualification prapt ki hai. Bilkul usi parkar apne documents bhi laga le. Taki document verification file aapki sabse achi lage. Baki aap ki koi bhi problem ho to hum se comment kar ke puch le. Document verification ko le kar koi bui question ho to jarur puche.
UP Police SI Document Verification
UP police si document verification ke bare me sari details hum ne niche likh di hai. Aap bus simple visit karke aapne sare documents likh le. Or en sab kagajo ko ikattha kar le. Taki verification ke doran aapko koi samsya na aaye. Baki details ke liye aap board ki official website par bhi visit kare. Yadi document verification ko le kar kuch bhi puchna chahe to hum se comment box me puch sakte hai.
How to download UP Police SI PST/DV Schedule
- 1: Candidates who have cleared the written exam should go to the official website uppbpb.gov.in.
- 2: On the homepage, click on the link to download the schedule
- 3: The roll number wise / date wise schedule will be displayed on screen
- 4: Candidates should go through it and download the same
UP Police Constable Document Verification 2025
Yadi aap ne constable post ke liye apne form bhare hai. To aap ko document verificartion ke liye bulaya jayega. Lekin esh stage me wahi applicants jaa sakta hai jo apna written test pass karega. Kyunki esh stage tak jane wala candidate lag bhag apne police me lagne ke sapne ko pura karne ke kafi kareeb phouch jata hai.
UP police constable document verification 2025 ki sari information hmari team ke members ne aap ko niche de di hai. Ab aap ko bus ek simple or easy way me apni file tyar karni hai. Yadi aap ke dimag me constable document verification se juda koi bhi question ho to hmare sath jarur share kare.
UP Police Constable Document Verification
Aapne UP Police me constable post ke liye apply kiya hai. Ish bharti ki stages me ek stage UP police constable document verification bhi hai. Aapko apne sare original documents ke sath board ke center par jana hota hai. Wahan board ki team ka ek khas sadasye aapke sare original kagaj check karta hai.
Aapke kagaj farji to nahi hai. Ye sab wahi check karta hai. To aapko uske doran kon kon se kagaj le jane hai hum ne complete detail me likh diya hai. Aap badi dhyan se constable post ke liye aapne sare kagaj lekar exact date ke din phouche. Hum date ke bare me jankari yahi par upload kar denge.
UP Police Constable Document Verification Date
Aapka written test pass hone ke baad apko UP police constable document verification date ki apko jarurat padegi. Hum apni website par bhi apke liye wo date publish kar denge. UP Board ki official website par bhi aap apni date check kar sakte hai. Agar aapne apna mobile number or e-mail id sahi dali hai to apko UP Police board sms ke jariye bhi jankari bhej sakta hai. Aap pura dhyan rakhe daily policevacancy.com par bhi visit karte rahe.
UP Police Online Form Documents
Dher sare candidates apne next stage ka wait kar rahe hai. Wo sab UP police online form documents search kar rahe hai. Kyunki wo apni agli stage Scrutiny of Documents ko pass karna chate hai. Aapko btade ke jitne bhi kagaj apne online application ke sath lagaye huwe hai un sabki original copy ke sath apko checking centre par jana hoga. Unke sath or extra konse documents le kar jane hai ye humne niche likh diya hai.
UP Police Document Required 2025
Yadi aap ne UP police me apply kar diye hai. To aap ko UP police documents required 2025 ki sari tyari kar ke rakh leni chahiye. Aap ko ek file ke roop me sare documents ek jagah laga lene chahiye. Taki jad aap document verification par jaye to aapka ek bhi kagaj kam na rah jaye. Aapki isi samasya ka samadhan hmari team ne niche kar diya hai. Aap ache se apni file dekh kar bnale. Yadi aap ka koi bhi parshan ho to hum se puch sakte hai. Hmari team ke member aapki puri madat karenge. Taki aapka job pane ka sapna pura ho.
UP Police Documents Required
Written test me clear hone wale candidates ko hi UP Police me bharti hone ke next step ke liye bulaya jayega. Board ye fasla candidates ki sankhya or state ki aarakshan niti ko dhyan me rakh kar lega. Humne niche UP police documents required ki sari details likh di hai. Aap sab ache se collect karle.
- Age ke liye-10th class original certificate.
- Education -12th class , Uske brabar agar koi Qualification hai to, Graduation hai to sab original Mark Sheet certificate ke sath.
- Other Certificates– Dock/Nail It Society se Computer with O Level/Pardesh seva Parman Patr/RCC ka bi Parman Patr. Agar or bhi koi Parman Patr hai to original sath lekar jaye.
- UP Domicile Certificate.
- Reserved Category Certificate attested by state government like BCB/BCA/SC/EBPG.
- Aadhar Card.
- Original E-challan.
- Age me Relaxation- Jitne bhi candidates age relexation chahte hai to wo sath me apna Original Certificate laye state Sarkar se bna hona jaruri hai.
- Application form ke sath apne jitne bhi kagajo ka byora diya un sabki or upar btaye gaye sabhi documents ki self attested copy sath lekar jaye.
- Print copy of application form jiske sath latest stamp size photo or ushe kisi gazetted officer se attested karwa ke form par chipka kar sath le jaye.
- Fees Deposit ka original proof bhi sath lekar jaye.
Humne apko upar sare UP police document verification ki list likh di hai. apko centre par en sabhi kagajo ki original or self attested copy ke sath pauchna hai. koi bhi naya document aaya to hum apko yahi par upload kar denge. Tab tak regularly hmari website par visit karte rahe.
How to Check UP Police Document Verification
- Sbse pahle to aap up police board ki official website par jaye.
- Uske baad search box me UP Police Document Verification 2025 pdf dale.
- Enter dbane ke baad aapke samne dher sare pdf aajaynge.
- En sabme se UP Police Constable Document Verification pdf download karle.
- Ab UP Police SI Document Verification khol kar sari details aap khud bhi padh sakte hai.
UP Police Medical and Document Verification @upprpb.gov.in
Humne upar sari details likh di hai aap board ki official website se bhi information collect kar sakte hai. UP Police Documents Verification list humne likh di hai. Agar apko kuch bhi samajh na aaye to humse puch sakte hai.
Board ki taraf se UP Police Document Verification 2025 date ko lekar koi bhi news hmari team ko mili to hum milte hi upload kar rahenge. Filhal apko kya kya chahiye ye humne UP Police Documents Verification 2025 me likh diya hai. Aapka koi parshan ho to comment box me ja kar puche. Ram-Ram.
UP Police DV 2025 की जानकारी – UP Police Document Verification 2025 – यु पि Police Documents 2025 Verification – UP Police Document Verification Admit Card 2025 – UP Police Document Verification List
Mera naam galat enter ho gya hai form me bas ek word to aap plss btaiye mai kya kru sir
ab to form submit ho choke hai to aap admit card ka wait Kare. uske print out me hi thik kar payenge ok
Agar document verificatiob k doraan application form ka print na ho to…kripiya iske barein mein full jaankari deve..
Ye jaruti document hai nahi hai tO nokalwa le
Bhai mere sister ke 10th ke marksheet me naam km Kiran hai par unka Pura naam Kiran Rai hai jo unhone 2013 upp Bharti me bharal hai ab unhealthy documents verification ke liye bulaya jaa raha hai to koi issue to nahi ho GA naa
Aapko Pura naam bharna chahiye tha. SATH main sare id proofs jarur lekar jaye. ok
Sir me up ka rahne wala hu mere pas up ka domicile hai magar mai Maharashtra se 10 or 12 kiya hu or aadhar card Maharashtra ka aadress hai to mai form fill kr skta hu plss sir reply
aap form bhare or ek jagah ko Aage lekar chale ok
Sir, I Have done my class 12 one year ago from an ISC board school, I got the passing certificate but I failed in maths. Sir, am I eligible, I have the passing certificate. should I try for up constable exam?
try to Kare lekin math clear jar kare. have a nice day
Sir up police constable 2018 ke documents verification me mera Mool Niwas 2012 ka bna hua hai .To koi problem to nhi aayegi.I mean k 2018 ka hona chaahiye tha.sir plzzzzzz help me.
aap aaram se document verification par jaye . ok have a nice day
Sir mene 10th+ 3year diploma kiya hai but 12th nahi kiya. U.p police constable documents varification me sare documents lekar jau.. upp exam diploma polytechnic ke behalf pr diya hai
aap apne sabhi documents sath lekar jaye. Have a nice day.
Sir mere 10th marsheet me name pushpender kumar h aur 12th marsheet me pushapender kumar to sir incorrect h kya documnt veriftion me muje nikal diya jyaga koi rasta ho to plz batao
Rasta sirf yahi hai ke aap ushe thik karwa le. Have a nice day.
Sir mai sc se hu maine 2014 ka jati praman ptra banwaya tha to kya koi dikkat hai document verification me ya naya jaati praman pate dena padega ya usi se kaam chal jayega
aapke pass apne sbhi documents hone chahiye. have a nice day
Sir mere documents me 10th ki mark sheet me reetu sharma hai aur 12th ki marksheeet me ritu sharma hai kuch prob ho skti hai kya sir
thik kar walo